Yuvvraaj…again

I just can’t seem to get enough of Yuvvraaj since I heard the album for the first time yesterday…almost every song is reminiscent of a symphony, yet still, so truly and impeccably bearing the mark of A.R. Rahman’s mystical musical genius. He has symphonically combined both Indian and Western Classical forms of music, blending the subtlest tunes, and the most rustic of instruments and given rise to ballads which are so different, yet so true to his incorrigible style. Here are the lyrics of the second song in the album, I can’t get over the opening strums on the violin…divine…

Song: Tu Muskura

Film: Yuvvraaj

Music: A.R. Rahman

Lyrics: Gulzar

Starring: Salman Khan, Anil Kapoor, Zayed Khan, Katrina Kaif

Produced and Directed by: Subhash Ghai

Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara
Shareer se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hun main aahatein teri

Labon se aake choo de apni lab zara
Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura
Shareer se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hun main aahatein teri

Aisa hota hai khayalon mein aksar
Tujhko sochun toh mehak jati hun
Meri rooh mein basi hai teri khushboo
Tujhko choo lun toh behek jaati hun

Teri aankhon mein,
teri aankhon mein koi toh jaadoo hai
Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura

Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara
Shareer se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hun main aahatein teri

Tez chalti hain hawaaon ki sansein
Mujhko baahon mein lapetke chupale
Teri aankhon ki haseen loriyon mein
Main badan ko bichaun tu sulale

Teri aankhon mein,
teri aankhon mein koi toh nasha hai
Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura

*sargam*

Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara
Shareer se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hun main aahatein teriā€¦

Faintly reminding me of Jaage Hain Der Tak from Guru, this track is keeping me on my toes for the release of Yuvvraaj. These lyrics hint separation, and a longing to make sure that the one you love is happy… Gulzar Saahab creates magic with his pen like no one else, and this time again, the lyrics are simple, you don’t need to be a literary genius to understand them, and yet, the feelings that come across are unparalled…

Yuvvraaj…

Amazing stuff, A.R. Rahman, doesn’t get any better than this….

Song: Tu Meri Dost Hai

Film: Yuvvraaj

Music: A.R. Rahman

Lyrics: Gulzar

Starring: Salman Khan, Anil Kapoor, Zayed Khan, Katrina Kaif

Produced and Directed by: Subhash Ghai

Aaja main hawaon pe bithake le chalun, tu hi toh, tu hi toh meri dost hai
aaja main halaaon mein uthake le chalun, tu hictoh meri dost hai
aawaaz ka dariya hun, behta hu main neeli raaton mein
main jaagta rehta hun, neend bhari jheel si aankhon mein
aawaaz hun main!

Aaja main hawaon pe bithake le chalun, tu hi toh, tu hi toh meri dost hai
aaja main halaaon mein uthake le chalun, tu hitoh meri dost hai

Raat mein chaandni kabhie aise gungunaati hai
sun zara lagta hai tumse aawaaz milaati hai
main khayaalon ki mehak hun gungunati saaz par
ho sake toh mila le aawaaz ko yeh saaz par

Aaja main hawaon pe bithake le chalun, tu hi toh, tu hi toh meri dost hai
aaja main halaaon mein uthake le chalun, tu hitoh meri dost hai
aawaaz ka dariya hun, behta hu main neeli raaton mein
main jaagta rehta hun, neend bhari jheel si aankhon mein
aawaaz hun main!

oooh,kabhie dekha aisa hai
jahaan shaam karti hai
kehte hain samandar se ek pari guzarti hai
woh raat ki raani hai
sargam par chalti hai
re sa re sa resa sa re sa re sa re